Alvida keh ker jab koe duor hota hai
Nigahai takti hai dil majboor hota hai
Alvida aur pyaar ka yahi dastoor hota hai
Dil jisey chahta hai woh hamesha door hota hai…
Aqal ho ya dil sub ka eik hi haal hae
Koi pagal lagta hae to koi ghayal lagta hae
by Abdus Samad Shaikh
Tum ko chaha to izhar na kerna aaya…
kat gayi umer humain pyar na kerna aaya…
us ne manghi bhi kuch to judai mangi….
aur hum they ke humain inkaar na kerna aaya…
Submitted by Raza
Mahfil main na sahi tanhai main to yad karo ge,
Kabhi to khuda se faryad karo ge,
Na mila na miley ga marey jaisa dost,
Kabhi to is bat par naz karo ge
by Nasir Fahmeed
aaye thay is qayenat may kuch umaang laykur,
kash malum hota qayenat mangay gi harjana…


(17 votes, average: 4.59 out of 5)



