ho jis adaa se mere saath bevafaaii kar
ke tere baad mujhe koi bevafaa na lage
Submitted by Riyadian
ho jis adaa se mere saath bevafaaii kar
ke tere baad mujhe koi bevafaa na lage
Submitted by Riyadian
In ankho me aansu aye na hote,
agar woh piche mudkar muskuraae na hote,
unke jane ke baad dil roya hai,
KAASH woh zindagi me aye na hote..
Submitted by Sahil Patel
Sponsored by Desi Social Network
Aankhe band karke andhere ko ujala na banao,
in mayusiyon me ek pyari si muskan ko jagaao,
aakho me pani bhar aya he to bhar ane do,
lekin meri in yado ko aasuo me na bahaao,
aey ‘be khabar’ tanhaaee aur bheed me mere is tanha dil ko na aazmao…
by Sahil
hum chahatain hain aap ko,
aap chahatain hain kisi aur ko,
kudha kare aap jise chahatain hain,
woh bhi chahein kisi aur ko..
Teri kushi kabhi kam naa ho,
teri aankhen kabhi ansoon se namm naa ho,
tuje mile duniya ki haar kushi,
bhale us kushi mien hum ho naa ho
Submitted by Safeena
