Raat ka waqt hai or masjid hai qareeb
uthiye jaldi se ke pegham-e-amaal laya hoon
ghar main hain filhal jitne bhi purane jootey
aap bhi jake badal lain main badal aya hoon
Un ki gali say guzray, ajab ittefaq tha
Unho nay phool phainka, gamla bhi saath tha
Kuch aisa kar duniya mein kadardaan meherbaan
Jis gali sey guzrey awaz aaye abba jaan abba jan
Kon kehta hai pyaar may pakray jaeen gay?
Waqt aanay per behen bhai ban jaeen gay
Teri aankhen jhuki jhuki,
Tera chehra khila khila,
Jab tere gaalo par se haath ghumaaya,
To aadha kilo FAIR AND LOVELY mila. ![]()
Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai,
Wo kambakht na janay kaun se sabun se nahata hai ![]()







