Yeh ishq bhi kia cheez hay kuch bhi samajh na payee.
App ke saath rehnay ki tammanna kia ki app ke shaher main bhi reh na paye.
by Awais Raza
Yeh ishq bhi kia cheez hay kuch bhi samajh na payee.
App ke saath rehnay ki tammanna kia ki app ke shaher main bhi reh na paye.
by Awais Raza
Tum ne apnay haathoon ko kabhi dekha hi nahin.
Uss main choti hi sahi meri lakeer bhi to hay.
Aankho sai Mairay iss liay Laali nahi Jaati…
Yado sai koi Raat jo Khali Nahi Jaati
Hans kai Agar mangay tu JaN bhi Tujhay dai dain…
Teri koi baat Hum se Taali nahin Jaati
by Aftab
Dekha hai tujay meri ankhoon nay
chooa hai tujay meray hontoon nay
hum nay toh kuch nahi kiya sanam
pyaar kiya hai tujay meray hathoon nay
by Izza arfan
Band hoti hui us aankh main woh shakhs aa samaya
phir aaankhon per se uth gaya palkhon ka ghana saaya
by Maria
